How to Get AdSense Account Approved With Blogspot Domain in Hindi 2018-19 - Admob Earning Tricks

Breaking

admob high cpc admob high cpc trick admob high cpc ads admob high cpc keywords admob high cpc countries 2018 admob high cpc ads list admob high cpc ad networks packname admob high cpc high cpc admob 2018 admob high cpc country high cpc for admob high cpc keywords for admob get high cpc admob high cpc in admob high cpc admob list 2018 package name admob high cpc high cpc on admob high cpc ads on admob

admob trick

Post Top Ad

Post Top Ad

Wednesday, August 15, 2018

How to Get AdSense Account Approved With Blogspot Domain in Hindi 2018-19

How to Get AdSense Account Approved With Blogspot Domain in Hindi:-Aaj Hum Janne wale hai hum Kaise Apne Blogspot Domain Ke sath Adsense Approval Le sakte hai Wo bhi Bina kisi Pare shani ke. Aaj kal Youtube Ho ya Koi Website ya Blog Bs Ek He bat Failai Jarahi hai Ki aap ko Blogspot Domain ke sath Adsense Ka approval nhi Milega agar lena hai Adsense Ka Approval To aap ko Top Level Domain Kharid na Hoga, Par Main Aap ko bata Dun ki Ye Sab Sirf Afwayen hai Jiska Kisi bhi Tarah se Google Adsense Ke Approval ke sath koi samband nhi hai. Ye sab bas aap ko Galat jankari de rahe hai Aur ye Main Proof ke sath keh rha hun Ki aap apne Blog Pr Google Adsense ka Approval le sakte hai Wo bhi bina Koi domain Kharide, Agar Aap janna chahte hai ki kaise Hum Apne Blogspot ke blog par Adsense ka Approval le sakte hai To Is post ko Last tak padhe.

How to, Get Adsense Account, Aproved, With, Blogspot Domain, How to get adsense Account Approved Without Custom domain name,How to Get AdSense Account Approved With Blogspot Domain in Hindi 2018-19,

Why AdSense Not Approving My Blog  

 1) . Yahan Par Aap Bahot sari galtiyan karte ho Jismain Khas Jo Galtiyan hai Jo aap ko adsense Approval Nhi Lene Deti Wo Hai aap ke Articles Aap Apne Article ko Likhte samay Khasa dhyan Nhi dete Aur jaise Kisi bhi youtube channel Main kisi ka naam nhi lerha Dikhate hai waisa hi likh dete hai Ye bhi nhi Jante ki aakhir Humare Article main Title, Heading, Sub-heading, Points Aur Short Notes ye sab kahan Aur Kaise Dene hai Aur Aap Likh dete ho Article Jiski Badolat Ek Error Create Ho jata hai Jise Google Multiple Headings and Sub-headings Kehta hai. Yahi wo ek reason hota hai aapko jo google adsense Se Account Not approved  ka mail aata hai Jismain Insufficient Content ka  reason Bataya jyata hai

One Easy Way To Earn More Than $500 Per day In Hindi 2018
.
2)    Aap Apne blog ya website ke liye pages toh banate hai pr kuch kuch log kuch galtiyan kar jate hai Jaise:-
2.1) Jaise Contact Us Page Par Contact Form He nhi hota. 
2.2) Aap pages Banate samay Kisi bhi website Ke Pages Content se Copy paste kar lete ho.
2.3) Page Menu Sahi jagah prn hi lagate ho, kahin par bhi jahan jagah mile wahan Laga lete ho.
3)    Aap Log Garbadi main Apne blog ke design ka khayal nhi rakhte ho jaise Jo Important widgets Hote hai wohi wahan hone chahiye pr aap ke blog pr anchahe Wigets Dekhene Mil jate hai

4)    Aap ka Blog Computer Screen pr toh acha lgta hai Pr kya Mobile screen Pr bhi This se Show hota hai ya nhi iska dhyan nhi rakhte.

5)    Aap Log Google Adsense Ka approval lene ki Jaldimain Ye tak nhi dekhte ki aakhir aap ke blog par jo Traffic aa rha hia wo genuine raste se aa rha hai ya nhi. 

How To get adsense Account Approved With Blogspot Domain  

Proof Ke Liye Ye Video Dekhe
Bahot Sare Log Fail Ho jate hai AdSense ka Approval lene main Par Aaj main Aap ko Kuch Asan Tarike batane jar ha hun jinki madat se aap ka Google Adsense Approved Ho jayega.
1)    Aap ko Apni Blog post likhte samay Khas tour pr Dhyan Dena hai ki aap jahan Heading, Aur Sub-Heading de rahe hai wo jagah sahi hai. Aap ne Apni Blog post ke liye short Description to likha hai na Ye sab bhi aap ko Dhan se dekhna hai.
2)    Aap ke Blog ka design Mobile Aur Computer Dono jagah par Thik se show Ho rha hai na, sath hi Jin widgets Ki jarurat nhi hai unhe bhi nikal dena hai.
3)    Aap ke Blog pr Thodi matra main hi sahi pr Organic Traffic Aarha hai ya nhi Agar aa rha hai Tabhi Aap Adsense ke liye Apply kare. Agar Nhi aa rha hai to aap Apne Blog post ko Search Engines main rank karane par dhyan de.
4)    Contact Us Form Humesha Contact us Page par hi banaye.  
5)    Important Pages apni sahi jagah Lagaye.
6)    Apne Blog ka Navigation menu thik se lagaye Ta ki aap ke blog pr aane wale Visitors ko Ek post se Dusri Post par ya phir ek page se Dusre page Aur Home page pr aane main koi dikkat na ho..
7)    Aaap ke blog ke home screen Par Jahan Aap ki post show hoti hai us jagah ko hamesha neet Aur Cleen rakhe.  
8) Copy Write Images Aur Content Istamal na kare.

Also Read:-How to Write SEO Friendly Blog Post in Hindi 2018
Ways to make $1000 per Month By travel Blogging In Hindi 2018-19
Agar Aap In sab Chijon Pr Dhyan dete hai To yakin maniye aap ka Adsense Account 3 dino ke andar approve Ho jayega. Agar aap logon ko Koi Bhi dikkat hai to aap hume comment Box main bata sakte sakte hai sath hi aap hume bataye ki aap ko humara ye article kaisa laga thank you. 

1 comment:

  1. Slots by Pragmatic Play - AprCasino
    Pragmatic Play. Pragmatic Play. Pragmatic Play. Slot Machine. apr casino The Dog House. Slots. gri-go.com Wild หารายได้เสริม West Gold. Pragmatic septcasino Play. titanium metal trim Jackpot Party.

    ReplyDelete

Post Top Ad