Travel Blogging Full Guide in Hindi
Ways to earn $1000 Per Month | Travel Blogging Meta Tag Meta Description Full Guide in Hindi - Is Article main Hum Travel Blogging main Meta Tag, Meta Description, keywords kaise likh sakte hai isKe bare main janege, taki aap apne travel blog ko search engine Friendly bana sake. jo bahot hi asan hai but aap ko is article ko pura padhna Hoga taki aap sb Kuch aasani se samjh paye or apne blog ko search engine friendly Bana sake taki jyada se jyada Organic Traffic aap ke Blog pr aa sake To aap ka jyada wqt na lete huye Suru karte hai. Make 35000 RS per Month by Answering question Online In Hindi 2018
1. Meta Tag
Meta Tag Basically 2 Tarah ke hote hai.
� Meta Language
� Meta Keyword
� Meta Language
Meta tag Basically Blog ya website ke Meta Data ko Represent karta hai Yani ke Humare Dwara humari Website ya Blog ko humne Kis language main apna blog ya website banai hai, is jankari ko Search engine ko deta hai jis jankari ka istmal karte huye Search engine us languge se match hone wali site ya blogs ko search result main show karta hai. Meta Language tag hume Apni Blog ya website ke Template ke Head Section main Likhna hota hai. Meta tag k eke alg alg attribute hote hai jo alg alg meta Tag ke liye alag alag istmal karte hai.
Humari Web page kis Bhasha main bana hai ye Search Engine ko Batane ke liye hum Niche diya gya Meta Tag Istmal karte hai.
Meta Lang Tag Example:- <Meta http-equiv=�content-language� Content=�en-us�/>
<Meta http-equiv=�content-type� Content=�text/HTML� Charset=�utf-8�/> ya phir
<Meta lang=�en-us�/>
en=us English main bane web pages ko dikha ne ke liye istmal hota hai
or Hindi ke liye <meta lang=�hi�> use kate hai
� Meta Keywords
Meta keywords se hum search engines ko ye bat ate hai ki Wop kon Kon se keywords hai jinka istmal karke hum apne blog ya website pr jankari ya Articles Likh rahe hai or kin kin keyword ko search engine main search karne pr humari Site ya Blog ko Result main Dikhaya jaye. Meta Keywords Ko humesha Coma (,) deke likhte hai, jaise ki.
<Meta Name=�keywords� Content=�Travel Articles, Tourism, Asian Tourism, Word tourism, Bangkok Night life, Paris Tourist Guide, Top Tourist Attraction �/>
Yad rakhe ki keyword humesh dhyan se chune kyun ki aap ki site ya blog ki ranking keyword pr jyada nirbhar hoti hai.
Sath hi hume Author meta tag bhi dena hota taki search engine ya aap ki post ko padhne wale ko ye pata chale ki aakhir ye blog website ya ye article kisne likha hai.
<Meta name=�Author� Content=�XYZ�/>
2. Meta Description
Meta Description ke sahayata se hum Search engine ko ek brief Description Provide Karate hai, jo Search engine ko ye Batata hai ki aakhir ye web site ya blog aakhir kis baremain hai or aakhir is blog ya website pr kis kis baren main jankkari provide karai ja rahi hai.
Meta Description Tag ko bhi hume <Head> Section me hi likhna hota hai Meta language ke niche hum ise likhte hai is main jo Code istmal hota hai wo hum aap de rahe hai. Description main hum apni website ke bare main short Description deta hai jaise ki..
< Meta name=�Description� Content=� World Class Travel destinations and information �/>
<head>
<Meta http-equiv=�content-language� Content=�en-us�/>
<Meta http-equiv=�content-type� Content=�text/HTML� Charset=�utf-8�/>
<Meta name=�Description� Content=� World Class Travel destinations and information�/>
<Meta Name=�keywords� Content=�Travel Articles, Tourism, Asian Tourism, Word tourism, Bangkok Night life, Paris Tourist Guide, Top Tourist Attraction �/>
<Meta name=�Author� Content=�XYZ�/>
<title> Aapke Blog ka ya website ka jo bhi title dena chahte ho wo </title>
Aise Bahot Sare Meta Tags Hai jo aap log Apne blog ya website main istmal kar sakte ho bus ye kuch Important tags hi maine aap ko bataye hai. Jald hi Travel Blogging ke upar ek or article aayega .
Agar aap ko koi Doubt hai ya phir aap apne shujhav hume dena chahe to Comment box main Likh sakte hai.
Also Read:-1- What is a Blog Beginning to expert Full Information
No comments:
Post a Comment