How to earn money with admob in hindi 2018
Learn How to earn money with admob in hindi 2018 Aap Admob se kaise income kar sate hai ye janne ke liye is post ko puri padhe or uske bad hi apna kadam uthaye taki aapko bhavishya main kisi bhi mushkil ka samna na karna pade Admob ki taraf se ye trick bahot hi jyada sencitive or updated hai jisse app jyada se jjyada earning kama sakte hai ho o bhi bahot kam ddino mai.to agar aap intrested hai ki hum admob se kaise 2018 main kkaise income kamayenge jab ki admob bahot ji jyada strick ho raha hai to chaliye suru karte hai.
Tricks To Earn Money From Admob
1. Make an android app.aap ko sabse pehle apna khud ka ek android app bana na hoga ya kisi se banva le, waise bhi youtube pr bahot sari videos bhari padi hai ki kaise hum apna khud ka ek android app bana sate hai.
jab aap ka android app bankar tayar ho jayega ab aapko bas ek admob account banana hoga jo aapke email id se aap ko banana hoga.
2. create a ad unit
ab aap ke pass Ad mob bhi hai or apna khud ka aap bhi hai to ab aap ko jarurat ho gi ad unit create karne ki jaise ki aap samne wali image dekh pa rahe ho ki ad unit kaise banaya jyata hai.
uske bad aap ko jo aapne ad unit banaliya hai use apne app main lagana na hoga aap thunkable main asanise app bana sakte ho or ads laga sakte ho maine screenshot niche lagaya hai aap use dekhe.
3. publish ur app
ab bari aati hai apna app publish karne ki aap google play store par apna app publish kar sakte hai.
agar aap ke pass koi devloper account nhi hai to aap amazon ya phir koi bhi or free wala app store chun sate hai.
aap apna app publish na karte huye bhi income kar sate ho jismain aap ko kuch extra app ki madat leni hogi.
3.0.1 jaise ki . For example.
- 1.0 VPN
- 2.0 Browser
- 3.0 Internet
1.0 VPN
VPN aap ko bahot soch samjh kar chunna hoga jise jyada log istmal na kar rahe ho.
agar app jjya download huye wale VPN ko chunte ho to aap ye yad rakhe ki o sab bhi us VPN ke jariye income kar rahe hai or google ye bat bahot jaldi jan jaye ga ki ek hi ip se bahot sare ad click ho rahe hai or o aap ka account band kardega.
2.0 Browser
App ko ek safe browser chunna hai jaise UC ya phir Firefox or bar bar jab bhi aap apna app khole ad click karne ke liye khole to app ka browser ka or sath hi main VPN ka bhi data clear karna na bhule agar aap aisa na karo to aap asani se pakde jaoge or aap ko apna admob account khona pad sakta hai.
3.0 Internet
ye sabse badi chij hai agar aap ke pas internet hai to hii aap ye trick use kar sakte hai warna nhi.
4. CTR Control
akhir mai main aap ko bata na chahunga ki aap ko apne app pr 100 impresion ke bad hi 1 ya 2 click karne hai agar aap sab se pehle hi apni ads pr click karoge to apka CTR rate badhega or aap kuch bhi nahi kar paoge to aap ye jan le ki jitne jyada impresion hoge utna jyada acha rahega..
No comments:
Post a Comment