How to Make Money with Affiliate Blogging in Hindi 2018 - Admob Earning Tricks

Breaking

admob high cpc admob high cpc trick admob high cpc ads admob high cpc keywords admob high cpc countries 2018 admob high cpc ads list admob high cpc ad networks packname admob high cpc high cpc admob 2018 admob high cpc country high cpc for admob high cpc keywords for admob get high cpc admob high cpc in admob high cpc admob list 2018 package name admob high cpc high cpc on admob high cpc ads on admob

admob trick

Post Top Ad

Post Top Ad

Wednesday, May 16, 2018

How to Make Money with Affiliate Blogging in Hindi 2018

How to Make Money with Affiliate Blogging in Hindi 2018

Aaj hum log Jaane wale hai ki hum log kistarah se Affiliate Blogging Karke Bahot sare Paise earn kar sakte hai o bhi Hindi main yahan hum jo kuch bhi batane wale hai o 2018 mai kisi ne aap ko nhi bataya hoga ya phir bataya hoga bhi to ye sab nhi bataya hoga ye bat pakki hai chaliye aap ka jyada time waist na karte huye hum log mudde pr aate hai.
Affiliate Marketing, Affiliate Blogging, Affiliate advertising, Affiliate, make money, In Hindi, 2018, Facebook marketing,
App ko Affiliate Blogging Karte samay lagne wali chije Main niche di hai jo aap ko bilkul Free mil jayengi or sath hi aap ke pass Amazon ya kisi or ecomerce site ka affiliate account hona jaruri hai agar aapke ye sab chije hai to aap asanise Affiliate Blogging kar sake hai or ache khase paise bhi kama sakte hai.

1. Blogger Or Wordpress Account
2. E-commerce Template
3. Google Analytics
4. Google Webmaster
5.Yahoo or Bing Webmaster

WordPress
Aapke pass Agar Wordpress ka acount hai to Aap asanise apne Blog ko rank kar paoge kyun ki wordpress ke liye bahot sare plugins uplabdh hai jo aap ko apne blog product ko google main rank karane main madat karte hai o bhi Bilkul Free main.

See This Video Tutorial know How to do It 

Google Blogger
Agar aapke pass WordPress nhi hai to bhi aap ko ghabrane ki jarurat nhi hai aap Google ke Blogger
istmal kar sakte hai or asani se apne blog product ko google main rank kar sakte hai. aapko Blog ka SEO karna hota hai o bhi main aap ko bataunga aap logoko tensition lene ki bilkul bhi jarurat nhi hai.

Google Yahoo Bing Webmasters Account
webmasters account aapki site ko search engine main aap ki site ya Blog ko submit karne ke liye, webmaster ke jariye aap apne Product Ko asanise Search engines main List kara sakte hai or jyada traffic apne Blog ya website pr le ja sakte ho or aap log jante hai ki jyada traffic matlab jyada earnings.

Part 2 Coming Soon
  

No comments:

Post a Comment

Post Top Ad