Ways to make $1000 per Month By travel Blogging In Hindi 2018-19 - Admob Earning Tricks

Breaking

admob high cpc admob high cpc trick admob high cpc ads admob high cpc keywords admob high cpc countries 2018 admob high cpc ads list admob high cpc ad networks packname admob high cpc high cpc admob 2018 admob high cpc country high cpc for admob high cpc keywords for admob get high cpc admob high cpc in admob high cpc admob list 2018 package name admob high cpc high cpc on admob high cpc ads on admob

admob trick

Post Top Ad

Post Top Ad

Saturday, June 30, 2018

Ways to make $1000 per Month By travel Blogging In Hindi 2018-19

Ways to make $1000 per Month By travel Blogging In Hindi 2018-19

Aaj ke is Online world main Money Making ke bahotse aise Ways raste hai jinmainse ek Travel Blogging hai. jiske jariye aap Lakhon Rupaye kama sakte ho Travel Blogging ke Unhi ways ke Jariye aap ghar baithe $1000 Sebhi jyada income kar sakte hai or aap kin kin raston se kar sakte hai is ke bare main aaj hum aap ko batayenge.


Ways, To, Make, Money, Online, Fast, Travel Blogging, Hindi, 2018-19, Ways to make $1000 per Month By travel Blogging In Hindi 2018-19,

Ways to Make Money Travel Blogging

1.    Sponsored Post 

Maine apne Travel blogging ke career main bas kuch hi sponsored post likhi hai, pr aaj kal bahot se aise travel blogger aap ko mil jayenge jo Sponsored  post likhkar Lakhon Rupaye kamarahe hai. Yeh ek Vyapar ke roop main kaam karta hai jaise kisi ko koi chij bechni ho to bechnewala logon ko kuch paise deta hai or unse uske product ke bare main achi achi bate kehelwata hai. Waise hi agar kisi travel agency ya kisi or ko Tourist point ko logon ke bich main popular karwana ho to wo log travel blogger ko dhundte hai taki veh travel blogger unke us tourist attraction ke bare main Acha review de jis ke wo us travel blogger ko paise deta hai sath hi aap ko us tourist attraction ke bare main Article likhne or apne blog ya website pr publish karne ke liye bhi Higher kr sakte hai. Har tourist point ke liye alg alg log alg alg charges lagate hai.     


Ways to earn $1000 Per Month | Travel Blogging Meta Tag Meta Description Full Guide in Hindi 2018-19

2.    Brand Campaigns

Muje personally bahot pasand hai alag alag Brands Ke sath Kaam karna, yahan pr hamesha kuch exciting or creative hota hai. Brand campaign�s main bade brands khud travel bloggers se samprk karte hai unke sath kaam karneke liye. Kisi Bade hotel ke launch hone ke bad uski advertising karne ke liye ya phir travel main istmal hone wale products ko promote karwane ke liye. Jiske badle main wo brands aap ko pay karte hai. How to Write SEO Friendly Blog Post in Hindi 2018
       

3.    Ad revenue

Or sathi sath aap apne blog pr Google Addsense ya media.net ki ad laga kar ek moti rakkam bhi kaama sakte ho. Jiske liye aap ko bs itna karna hai ki apne blog  pr 10 se 20 article likhne honge khudse ( copy paste nhi chalega ) Or apne post main se kinhi 1 ya 2 post ko search engines main rank karwana hoga taki aapke blog pr achi khasi organic traffic aaye. Uske bad aap ko adsense ya media.net ke liye apply karna hoga jaise hi aap ka accont approved hota hai aap apne blog pr ads laga kr income karna suru kar sakte ho.  

4.    Affiliate Sales

Travel Blogging main aap Bade bade Brands ke saman bhi bech sakte ho affiliate Marketing ke jariye jisse aap ko kuch commission milta hai aap amazon ya flip-cart jaise siteton pr apna Affiliate account bana sakte ho

5.    Content Creations

Darasal content creation ek bahot hi asan or jyada income karne ka jariya hai jis main hume bs Bade Hotels ya Bade  Brands ke Social Profile ke liye acha content banana hota hai jiske o log hume paise dete hai. Ways to earn $1000 Per Month | Travel Blogging Meta Tag Meta Description Full Guide in Hindi 2018-19

6.    Travel Planning

Aap Dusronke liye Unki Travel ko plan karke Bhi achi khasi kamai kar sakte ho, agar aap chaho to apni khud ki travel advisor agency bhi khol sakte ho jahan se aap logon ki travels ko plan karke achi khasi kamai kar sakte ho.

No comments:

Post a Comment

Post Top Ad