What Is a Blog Complete Detailed Knowledge in Hindi - Admob Earning Tricks

Breaking

admob high cpc admob high cpc trick admob high cpc ads admob high cpc keywords admob high cpc countries 2018 admob high cpc ads list admob high cpc ad networks packname admob high cpc high cpc admob 2018 admob high cpc country high cpc for admob high cpc keywords for admob get high cpc admob high cpc in admob high cpc admob list 2018 package name admob high cpc high cpc on admob high cpc ads on admob

admob trick

Post Top Ad

Post Top Ad

Wednesday, May 23, 2018

What Is a Blog Complete Detailed Knowledge in Hindi

What Is a Blog Complete Detailed Knowledge in Hindi

main swal ye hai ki What is a Blog ? Blog Vo hota hai jo puritarah se ek website ki tarah Act karta hai, bahot Hi jyada matra main log aaj ke time ye janna chate hai ki what is a blog or ye kis kaam aata hai  or hum ise kaise use kar sakte hai. Blog ke jariye aap apne Vichar, Kisi vyakti ya kisi Vishay sambhandhi  ray, apnea lag alg anubhavo ko Article ke roop main Duniya Bharke Logo tk pohchate hai or aap uss karya ko karne hetu Blog ka sahara lete hai. Blog aap kisi bhi Vishay sambandh main bana sakte hai jaise Tech, Travel ya phir cooking etc.

Purane samay mai log Dairy Likha karte the Jismain wo apne anubhav or samshyaon ke bare main likhte the ek tarh se wo bhi article ke roop main apni dairy likha karte the, Pr aaj aaj kal Hum main se jyada tar log Apne anubhav Samashaye o bhi kai sari jankariyan ho sakti hai, jise vo Dusron ke sath sajha karna chahta ho to veh vyakti �Web-log�  ka sahara leta hai.

uske pass jo gyan hai use internet pr  �Web-log�  ke jariye Dalta ya publish karta hai jisse Puri Duniya main se Koi bhi vyakti us blog pr aa sakta hai or us jankari ko padh sakta hai � Web-log � Ko hi Hum log Blog Kehte hai.

aaj ke is article main hum yahi janenge ki What Is a Blog ? Blog Ko Rakhne ki Gatividhi ko hi Blogging kehte hai, Or Blogger wo insan hota hai Jo Vo blog Likhta hai. Bahot sari blogging site aaj Ke samay Uplabdh hai jaise BLOGGER, WORDPRESS, Tumblr, Hubspot ETC. 


What is A Blog, Benefits of Blogging, What is a blog used for, What is a blog and how to create a blog, What is a blog and how does it work, What is a blog post, Example of a blog, Blog definition and example, Blogging for beginners, Popular blogs,
              

1.     What is the use of Blog

log Apni Bhavnao Ko Pragat Karne ke liye, Apna Gyan batne ke liye Ya apna anubhav Dusron ke sath shajya karne ke lye Blog likhte hai. Padhne wala Informal ya Anopcharik tarikese kisbhi Vishaya ke bare main jan sakta hai. Kai sare Actor, Political or IT ke logon ke Blog itne jyada mashoor hai ki unke blog pr unke dwara dali gai jankari padhne ke liye bahot sare log/Tarffic  aate hai.

Kuch Log Anonymous ya Gumnam Blog bhi likhte hai jis ke jariye vo apni pareshaniya, samashaye Duniya ko batate hai, kais are blogger hai jo aake samay bahot hi jyada mashhor hai.      

2.     Benefits of blog

Kai sare Blogger aaj ke samay main itne jyada mashoor hai ki unke dwara likhe gaye blog ko padh ne ke liye duniya bhar se bahot jyada log unke blog pr aate hai, or wo bloggers kuch Income kamane ke liye apne blog pr Advertisement ya Vigyapan lagate hai jisse vo Bahot jyada Income karte hai. Unke blog ke jariye itni jyada Income Hoti hai ki unhe Koi or kaam karne ki jarurat hi nhi hoti.

3.     Difference between Blog And Websites

Ek Blog or Website ke Dikhne main koi jyada frq nhi hota, ho sakta hai koi ek Blog jo website ke jaise dikhe ya phir koi ek website jo Blog ke jaise dikhe.

Niche Diye Gaye Types ke Blog ya websites Bo sakte hai
  •         Website Is a Blog
  •         Website Has a blog
  •         Website is just a website

 Aaye in ke bare main thodi or jankari lete hai.

        Website is a blog

Yahan pr aap ko Kisi ek particular niche ke upr regular basis pr updated bog post dekhne ko milengi Jaise Ki Tours and Travel

        Website has a blog

Ye ek tarah ki Business website hoti hai jis pr wo apne Products ya service Bechte hai or sath hi unke product ya service ke bare main jyada jankari  logon ko dene ke liye blog bhi rakhte hai.  Jaise Sample

        Website Is just a website

Bahot sari aisi website hai jo busness perpose keliye ya apni service logon deti hai pr unka koi blog nhi hota. Jase sample  

No comments:

Post a Comment

Post Top Ad